Junaid Jamshed - Muhammad (PBUH) Ka Roza Lyrics
Muhammad ka roza qareeb aa raha hai.
Muhammad ka roza qareeb aa raha hai.
bulandi pe apna naseeb araha hai
farishton ye de do peghaam un ko
Khabar ja ke de do unko farishton
ke khadim tumhara Saeed aa raha hai
Madina,Madina,Madina,Madina bara lutf deta hai nam-e-Madina
wafa tum na dekho ke hargiz kisi mein
zamana wo aisa qareeb araha hai
hifazat karo apney iman o deen ki
zamana woh aisa ajeeb araha hai
Muhammad ka roza qareeb aa raha hai
bulandi pe apna nasseeb aa raha hai
farishton ye de do peghaam un ko
khabar ja ke de do unko farishton
ke khadim tumhara Saeed aa raha hai
Madina Madina Madina Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina
Tumhe kuch khabar hai kahan ja raha hun
Rasool-e-Khuda hain wahan ja raha hoon
Tumhe kuch khabar hai main kya pa raha hun
mohabbat ka unki maza pa raha hoon
chalo ja kay rehna Madinay main ab tou
qiyamat ka manzar qareeb aa raha hai
farishton yeh de do peghaam unko khabar Ja ke de do unko farishton ke khadim tumhara saeed aa raha hai
Madina Madina Madinaa Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina
Madina Madina Madina Madina bara lutf deta hai naam-e-Madina ke khadim tumhara saeed aa raha hai ke khadim tumhara saeed aa raha hai
Muhammad ka roza qareeb aa
raha hai bulandi pe apna naseeb aa
raha hai
farishton ye de do peghaam un ko
khabar ja ke de do unko ke
khadim tumhara Saeed aa raha hai
Madina Madina Madina Madina
bara lutf deta hai naam-e- Madina
muhammad ka roza naat lyrics | |
| 1,651 Likes | 1,651 Dislikes |
| 176,939 views views | 50,087 followers |
| Music Muhammad Ka Roza | Upload TimePublished on 3 Mar 2015 |
No comments:
Post a Comment